10 Mar 2024
Khana mai acha tha but mena last time bhi jab order Kiya tha alag variety of momos tab bhi dono ka taste same tha or jab aj kiya achari or cocktail momos tab bhi dono ka taste same tha agar apna mention Kiya hai different type ka momos or price bhi usi hisab sa rakha hai toh apka farz Banta hai ki usi hisab sa ap chiz ko serve Karo ek jaisa momos bhejna or rate or chiz alag alag mention karna